hum aah bhi karte hain to ho jaate hain badnaam, wo qatl bhi karte hain to charcha nahin hota Akbar Allahabadi
duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon, baazaar se guzra hoon khareedaar nahin hoon Akbar Allahabadi