ug raha hai dar-o-deewar se sabza Ghalib, hum bayaabaan mein hain aur ghar mein bahaar aayi hai Mirza Ghalib
nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin, bahut be-aabru ho kar tere kooche se hum nikle Mirza Ghalib