patta patta boota boota haal hamara jaane hai, jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai Mir Taqi Mir
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle, bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle Mirza Ghalib