duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon, baazaar se guzra hoon khareedaar nahin hoon Akbar Allahabadi
chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai, hum ko ab tak aashiqui ka wo zamaana yaad hai Hasrat Mohani
Tere Waade Pe Jiye Hum, Toh Yeh Jaan Jhooth Jaana, Ke Khushi Se Mar Na Jaate, Agar Aitbaar Hota Mirza Ghalib